Maasi ke saath Nanny baniye, har mahine ₹25,000 tak kamaiye
Training bilkul free, uniform, aur salary seedha Maasi se. Maasi aapse koi fees nahi leti.
- Training bilkul free
- Maasi ko koi fees nahi
- Salary seedha Maasi se
- Har hafte chhutti
Kaam aur kamai
Apne experience ke hisaab se kaam chuniye
Japa ke alawa har role ki training free hai. Salary har mahine seedha Maasi se.
Day Nanny
Din mein 10-12 ghante, raat ko ghar wapas
₹18,000 – 20,000har mahine
24x7 Nanny
Family ke saath ghar pe rehkar care
₹22,000 – 26,000har mahine
Japa Nanny
Delivery ke baad maa aur naye baby ki care
15 din ki Japa training · ₹10,000 fees. Japa ka experience hai toh training free.
₹30,000 – 40,000har mahine
Governess
Padhi-likhi, English bolne wali, bachchon ko khel-khel mein sikhaye
₹30,000 – 35,000har mahine
- 1
Form bhariye
Naam, phone aur kaam ka experience batayiye.
- 2
Video interview
Maasi team aapse phone pe video call karegi.
- 3
Bangalore mein training
ID verification aur free training Maasi office mein.
- 4
Kaam shuru
Uniform pehniye aur family ke ghar jaiye.
Kaun apply kar sakta hai? 22 se 35 saal ki mahilayein jinhe bachchon se pyaar hai. Experience ho toh achha hai, na ho toh bhi apply kariye. Maasi aapse koi registration ya joining fees nahi leti.
Nannies ki zubaani
Maasi nannies se suniye

Kavita

Surita Singh
My Day as a Nanny

Kavita

Surita Singh
My Day as a Nanny
Maasi ka vaada
Aap akeli nahi hain. Maasi har kadam saath hai.
- Salary seedha Maasi seFamily Maasi ko pay karti hai, Maasi aapko. Paise ki koi bhi zaroorat ho, Maasi team se baat kariye.
- Free training, experts sePreschool directors, teachers, nurses aur airline cabin crew trainers sikhate hain.
- Chhutti ka haqDay Nanny ko har hafte ek chhutti. 24x7 Nanny ko mahine mein 2 paid chhuttiyan.
- Koi dikkat ho, Maasi sunegiGhar mein koi pareshani ho toh seedha Maasi team ko bataiye. Hum sambhalenge.
Ya seedha humse baat karein
